Special Message

As Salamu Alaikum Rahamthullahi wa Barakatahu Keep visiting Mehdavia Times for community updates.

Tuesday, July 29, 2025

𝐀 𝐌𝐞𝐬𝐬𝐚𝐠𝐞 𝐨𝐟 𝐆𝐫𝐚𝐭𝐢𝐭𝐮𝐝𝐞: 𝐉𝐚𝐥𝐬𝐚-𝐞-𝐀𝐳𝐦𝐚𝐭𝐡-𝐞-𝐐𝐮𝐫𝐚𝐧 - 𝐇𝐚𝐝𝐲𝐚 𝐓𝐚𝐛𝐫𝐞𝐞𝐤 𝐀𝐮𝐫 𝐓𝐚𝐡𝐧𝐢𝐲𝐚𝐭𝐡 𝐁𝐚 𝐄𝐳𝐚𝐳-𝐞-𝐇𝐮𝐟𝐟𝐚𝐳 𝐊’𝐞𝐫𝐚𝐦 [LIVE] from Farah Masjid, Bangalore - 27 July 2025

  𝐀 𝐌𝐞𝐬𝐬𝐚𝐠𝐞 𝐨𝐟 𝐆𝐫𝐚𝐭𝐢𝐭𝐮𝐝𝐞 

We are privileged to host the 𝐉𝐚𝐥𝐬𝐚-𝐞-𝐀𝐳𝐦𝐚𝐭𝐡-𝐞-𝐐𝐮𝐫𝐚𝐧 - 𝐇𝐚𝐝𝐲𝐚 𝐓𝐚𝐛𝐫𝐞𝐞𝐤 𝐀𝐮𝐫 𝐓𝐚𝐡𝐧𝐢𝐲𝐚𝐭𝐡 𝐁𝐚 𝐄𝐳𝐚𝐳-𝐞-𝐇𝐮𝐟𝐟𝐚𝐳 𝐊’𝐞𝐫𝐚𝐦 [LIVE] from Farah Masjid, Bangalore, held on Sunday, 27th August 2025. The program was witnessed by thousands of people from across the globe. Happy to note that at many locations it was screened on their Smart TVs and watched by families and friends at the comfort of their houses. We look forward to hosting many more such events in the years to come.

We thank  Hz. Peer-o-Murshid Maulana Maulvi 𝐒𝐲𝐞𝐝 𝐌𝐮𝐛𝐚𝐫𝐚𝐤 𝐌𝐢𝐲𝐚𝐧 𝐈𝐬𝐡𝐚𝐪𝐮𝐢 Saheb Qibla, Mandya, Janab 𝐒𝐲𝐞𝐝 𝐒𝐡𝐚𝐫𝐟𝐮𝐝𝐝𝐢𝐧 Shaheb, President & Janab 𝐒𝐡𝐚𝐡 𝐍𝐢𝐳𝐚𝐦 Saheb, Secretary of 𝐌𝐮𝐬𝐥𝐢𝐦 𝐌𝐚𝐡𝐝𝐚𝐯𝐢𝐚 𝐅𝐚𝐫𝐚𝐡 𝐌𝐚𝐬𝐣𝐢𝐝 𝐂𝐡𝐚𝐫𝐢𝐭𝐚𝐛𝐥𝐞 𝐓𝐫𝐮𝐬𝐭 ®️, Bangalore for honouring us during the program, in presence of the holy gathering comprising of Murshideen, Huffa K’eram, Fuqra and others. Insha Allah, a detailed report on the same will follow.

Standing: Hz. Peer-o-Murshid Maulana Maulvi 𝐒𝐲𝐞𝐝 𝐌𝐮𝐛𝐚𝐫𝐚𝐤 𝐌𝐢𝐲𝐚𝐧 𝐈𝐬𝐡𝐚𝐪𝐮𝐢 Saheb Qibla, Mandya, Janab Syed Shahabuddin Saheb, Janab 𝐒𝐲𝐞𝐝 𝐒𝐡𝐚𝐫𝐟𝐮𝐝𝐝𝐢𝐧 Shaheb, Hasnain Ulla Khan Felicitating Janab Inayath Ulla Khan Saheb  



Click on the links below to witness this august occasion.

1. https://www.youtube.com/live/1GkBd--FV8s?si=G42UhQSkhiuJTWPw

2. https://www.youtube.com/live/dJO7K7wuGIU?si=WEhVI-m1wRR1cnfx

3. https://www.youtube.com/live/WjX32ccCaFI?si=KfnnloUbQNjcRh5D

4. https://www.youtube.com/live/mpSGLrec0lo?si=YIpomFQRMS0e7PRG

5. https://www.youtube.com/live/QWBVTmins9s?si=aNxLKltI3SRMsi6r

Jazak Allah Khair

Inayath Ulla Khan

Sunday, July 27, 2025

𝐄𝐤 𝐊𝐡𝐚𝐚𝐬 𝐑𝐞𝐩𝐨𝐫𝐭: Hazrat Syed Mohammed Mahdi Maud Alaihissalam Ke Viladat-e-Basadat Ke 600 Sala Celebrations Ke Silsile Ke Tahat 𝐀𝐙𝐌𝐀𝐓-𝐞-𝐐𝐔𝐑𝐀𝐍 Ke Unwan Me Azim-o-Shan Jalsa

Alhamdulillah,  27 July 2025, Sunday / Itwar ku Mahdavia Farah Masjid, Nayandhalli Bengaluru Me Huzur Mubaiyan e Kalam Allah Hazrat Syed Mohammed Mahdi Maud Alaihissalam Ke Viladat-e-Basadat Ke 600 sala Celebrations Ke Silsile Ke Tahat AZMAT-e-QURAN Ke Unwan Me Azim-o-Shan Jalsa Munaqid Kiya Gaya. Jis Me Teen (3) Kamsin Hiffaz Bachiyun Samet 33 Huffaz Karam Ko Khiraj-e-Tahseen Pesh Ki Gayi.  


Jalse Ka Aghaz Hazrat Faqir Syed Shahabuddin Ahle Dharamkatta Ki Tilawat-e-Quran Azeem Se Huwa. Janab Faizulla Faiz Ibrahimi Saheb Ne Bargah-e-Risalat Ma’ab Me Nazrana Pesh Kiya. Imamuna Hazrat Mahdi Alaihissalam Ke Huzur Me Janab Sanaulla Khan Sana Ne Naat Shareef Pesh Ki. 


Hazrat Peero Murshid Syed Abdul Hai Ibrahimi Saheb, Sadr-e-Ijma-e-Murshideen-e-Groh-e-Mahdavia, Channapatna Ne Jalse Ki Sadarat Ki.  Zuhar Se Pahle Session Me Hazrat Maulana Peer-o-Murshid Syed Waliullah Miyan Ibrahimi Saheb Ne ‘Azmat-e-Quran’ Unwan Par, Hazrat Maulana Peer-o-Murshid Syed Mubarak Miyan Ishaqui Saheb Mandya Ne ‘Quran Ek Maujiza’ Ke Unwan Par Khitab Kiya, Hazrat Maulana Mashaikh Qari Syed Meeran Ashrafi Saheb Ahle Dharamkatta, Ne ‘Hifz-e-Quran ki Ahmiyath’ Ke Mauzo Par Taqreer Ki. 


Jalse Me Shareek Tamam Hazireen Ke Liye Allah Diya Ta’am Ka Intezam Kiya Qaya. Namaz-e-Zuhur Ke Baad Jalse Ka Dusra Session Hz Maulana Peer-o-Murshid Syed Mubarak Miyan Ishaqui, Saheb Mandya Ki Qirat-e-Quran Se Shuru Huwa. Hafiz-e-Quran Peer-o-Murshid Hz. Shah Naseeruddin Miyan Nizami, Ne ’Hifz-e-Quran’ par Roashni Dali. 


Jalse me Hz. Peer-o-Murshid Syed Meeranji Miyan Yadullahi Saheb Qibla Gangavati, Hz. Peer-o-Murshid Maulana Syed Yadullah Miyan Yadullahi Saheb Qibla, Gangavati, Hz. Peer-o-Murshid Maulana Syed Walisha Miyan Khundmiri Saheb Qibla, Donabagatta Mehmanaan-e-Ezazi Rahe.


Is Mauqe Par Janab Sha Suhail Nizami Aur Hyderabad ke Mashhoor Shaer Janab Mohammed Shabbir Ali Khan Shabbir Ne Huffaz Karam Ke Ezaz me Tahniyati Kalaam  Padhe. Is Maoqe Par Ulma-e-Karam Ne Quran Pak Ki Ahmiat, Hifz-e-Quran Ki Afadiyat Aur Is Ki Infaradi wa Ijtamai Afadiyat Par Baseerat Afroz Khotabat Kiye. Mokharireen Ne Hafiz-e-Quran Ko Din Ki Hifazat Ka Ek Mazboot Zaria Qarar Dete Huvay Kaha Ke Aaj Ke Is Challenging Daur Mai Quran Se Wabistagi Hi Najat Ki Zamant Hai.


Jalse Me Shirkat Ke Liye Aye Tamam Mahumanan-e-Khususi, Ezazi Maduyin, Mukhtalif Milli, Taalimi Wa Samaji Idaron Ke Zimedaran, Badi Taadad Me Mard Wo Khawateen Shareek Huve. Jalse Ki Khaas Baat Ye Thi Ke Mukhtalif Areas Aur Sheron Se Aaye Huvay Hofaz Karam Ka Walahana Istaqbal Kiya Gaya, Aur Un Ke Ezaz Me Nihayat Purkhulus Andaz Me Tahaif Wa Tauseef Namey Pesh Kiye Gaye.



Darj Zel HUFFAZ-e-KERAM Tehniyati Jalse Me Sharik Rahe.

  1. Hz. Hafiz Mohammed Abbas Ali Saheb, Donabgatta 
  2. Hz. Hafiz Faqeer Maulvi Mohammed Khizar Saheb, Mehdavia Farah Masjid, Nayandhalli, Bangalore
  3. Hz. Maulvi Hafiz Faqeer Abu Hurairah Madani Saheb, Jamiat-e-Mahdavia, Matadahalli, Bangalore
  4. Hz. Maulvi Hafiz Faqeer Syed Akber Saheb, Khurshid Masjid, Mysore
  5. Hz. Hafiz Syed Nayaz Ashrafi Saheb, Noorani Masjid, Bahdravati
  6. Hz. Hafiz Faqeer Syed Murtaza Ashrafi Saheb, Masjid-e-Aqsa, Donabagatta
  7. Hz. Maulvi Hafiz Faqeer Mashayaq Syed Meeran Noorani Miyan Saheb,Tadsa
  8. Hz. Maulvi Hafiz Faqeer Mohammed Ziaullah Saheb, Masjid-e-Azam, Donabagatta
  9. Hz. Afzal-ul-Ulama Hafiz Mohammed Zubair Khan Saheb, Manvi
  10. Hz. Maulvi Hafiz Shah Shahabuddin Nizami Saheb (@ Tabrez), Palacode
  11. Hz. Maulvi Hafiz Mohammed Aleem Pasha Saheb, Manvi
  12. Hz. Maulvi Hafiz Syed Roohulla Saheb, Farah Masjid, Donabagatta
  13. Hz. Maulvi Hafiz Imran Khan Saheb, Noorani Masjid, Donabagatta
  14. Hz. Maulvi Hafiz Mohammed Khan Nadvi Saheb, Donabagatta
  15. Hz. Hafiz Syed Umar Saheb Ishaqui  Saheb, Mysore
  16. Hz. Hafiz Mohammed Abdul Musavvir Pasha Saheb, Raichur
  17. Hz. Hafiz Mohammed Khundmir Saheb, Manvi
  18. Hz. Hafiz Mohammed Sheeraz Pasha Saheb, Manvi
  19. Hz. Hafiz Shaikh Taufeeq Saheb, Gulbarga
  20. Hz. Hafiz Tamseel Mahdi Saheb, Chanpatan
  21. Azeezam Hafiz Syed Umar Zaki Khundmiri Saheb, Donabagatta 
  22. Azeezam Hafiz Syed Imaduddin Yadullahi,  Saheb, Tadsa
  23. Azeezah Hafiza Nashrah Bint-e-Sadath Ali Saheb, Donabagatta
  24. Azeezah Hafiza Zuriyath Sallamaha, Walida Sayeeda Farida Banu Saheba Mysore
  25. Azeezam Hafiz Syed Tauseef s/o Syed Yusuf Saheb, Mysuru
  26. Hafiza Syeda Nudra Huzaifi D/o Syed Waheed   Ashraf Saheb
  27. Hafiz Syed Abdul Aziz Ahsan, Hyderabad 
  28.  Qari Mohammed Haroon Akbar, Hyderabad 
  29. Hafiz Syed Altaf Mahdi, Hyderabad 
  30. Hafiz Mohammad Khizer Ali Khan, Hyderabad


Afsoos Ke Saat Marhum Hz. Hafiz-e-Quran Faqeer Syed Alam Ibrahimi Saheb, Channapatna Ku Yaad Karte Huve Kaha Ke Inka Inteqal Ke Din Hogaya, Inna Lillahi Wa Inna Ilaihi Rajiwoon. Marhum Ki Ghair Hazri Me Inke Bade Bhai, Ju Sadr-e-Jalsa Bhi Hain, Hazrat Peero Murshid Syed Abdul Hai Ibrahimi Saheb Ku Hazrat Maulana Peer-o-Murshid Syed Waliullah Miyan Ibrahimi Saheb ke Zariye Tehniyat Aur Gulposhi Ada Ki Gai .



Resolution for the Unity, Advancement of the teachings of the Quran and Prosperity of the Huffaz-e Kiram On the occassion of the Jalsa of “Azmat-e Quran” conducted as part of the 600 years celebration of Meelad-e Hazrat Syed Muhammad Jaunpuri Mahdi Mau’ood Alaihis Salaam


All the scholars, the elder Mashaiqeen, the respected Huffaz, honorable people and intellectuals of the community, trustees of the Madrasas and Tanzeems and all the people assembled in this honoured gathering adopt the following resolutions:


  1. The belief of Khatm-e Nabuwwat (Seal of Prophethood) is a fundamentalbelief in Islam. Every Mahdavi Muslim possesses this belief. Allah has given finality to this belief in the Quran and the Prophet himself said, “I am the Khatam-un-Nabieen. There is no Prophet after me.” And, in obeyance of the glad tidings given by the Prophet we believe that Imamul Kaayinat Huzoor Meeran Syed Muhammad Jaunpuri Mahdi Mau’ood Alaihis Salam is Khalifatullah, Khatim-ul-Awliya, Mahdi Aakhir-uz-Zamaan and we believe that his teachings are the essence of Islam.
  2. We emphasise the fact the Mahdaviyat is the essence of Islam. Therefore it is required that sincere steps are taken to disseminate and educate the true teachings of our beliefs to the youth and to kindle religious fervour in them.
  3. Considering that Ittehad-ul-Muslimeen (Unity among Muslims) is the need of the hour, we pledge that we will adhere to and follow the Mahdavia faith, which is the essence of Islam, without involving ourselves in sectarian and marginal differences. After giving primacy to our Mahdavia beliefs we will always abstain from involving in marginal differences. Further, the efforts for Unity among Muslims will continue. And we will advance the unity, oneness and brotherhood in the Muslim Ummah.
  4. We consider it obligatory upon us to respect and revere the scholars and the respected Mashayiqeen. We consider is necessary that by remaining in their circle of devotion we strengthen our spiritual connection and beliefs.
  5. Without doubt, the understanding of the Quran is the only way to save the Mahdavia youth from going astray, decline in morals and waywardness, because the community and society which aligns with the Quran will never be disgraced. Therefore, we will propogate the message of the Quran. 
  6. We appeal to the Guides of the Shariat, the Protectors of the Tariqat, and the Honorable Mashaiqeen to take these Huffaz under their companionship and to guide them so that the Mahdavia community can benefit from them.
  7. We are delighted to learn that a special committee has been setup in Hyderabad for the religious and worldly guidance of the Honorable Huffaz. We wish that the Honorable Huffaz of Karnataka take benefit from this committee so that effective steps are taken for the betterment of their education, well-being, welfare, livelihood and their status in the society.

             Dated: 27th July, 2025


This resolution was adopted with the acceptance of all attendees during the Jalsa for Felicitation of Honorable Huffaz at Mahdavia Farah Masjid (Gangondana Halli) Nayanda Halli, Bangalore. May Allah bestow upon us guidance to adhere to this. Aameen. 

MuslimMahdavia Farah Masjid wo Madrasa Charitable Trust, Farah Skill Development Charitable Trust and Mahdavia Madrasa Sufiya (Gangonda Halli), Nayand Halli, Bangalore – 39


Is Mauqe Par Muslim Mehdavia Farah Masjid & Madarasa Charitable Trust ® Ke Buzurq Khidmatgar aur Bani Arakeen Faqir Syed Najmuddin Ashrafi, Sabiq Sadar Aur Faqir Syed Mahboob Miyan Arzoo, Sabiq Sadar Jin Ki Khidmat Shuru Se hi Rahi, Aur Aaj Bhi Agni Sarparasti Aur Apne Andaz Me Masjid Khidmat Ku Sarahte Huve In Dono Buzurg Shakshiyaton Ki Tehniyat Ki Gayi.

Hz Maulana Peer-o-Murshid Syed Mubarak Miyan Ishaqui, Saheb Mandya Ne Is Mauqe Par Multazimeen-e-Jalsa Janab Sharfuddin Syed Sahab, President, Aur Janab Shah Nizam Saheb, Secretary - Muslim Mehdavia Farah Masjid & Madarasa Charitable Trust ® Ki Tehniyat-o-Gulposhi Kiye, Inhone In Dono Ki Sarparasti Ki Khub Taarif Ki Ju Bangalore Ke Farah Masjid Me Kai Saalon Se Khidmat Anjam Derahe Hai. 


Isi Dauran Hz Maulana Peer-o-Murshid Syed Mubarak Miyan Ishaqui, Saheb Mandya Ne Badi Khushi Ke Saat Mehdavia Times Welfare Trust ® Ke Bani Janab Inayath Ullah Khan Saheb s/o Faqeer Abdul Khader Khan Saheb, Mandya Ki Online Deeni Qidmat Ku Sarate Huve Tehniyat-o-Gulposhi Kiye, Ju Farah Masjid Aur Doosre Maqamaat Se Har Jalsa-o-Deeni Mehfilon Ku Mehdavia Times ke Zariye [LIVE] telecast Karte Arahe Hain.


Farah Skill Development Trust Ke Sadr Janab Syed Shahabuddin Ashrafi Ne Jalse Ko Kamiyab Banane Me Taaun Karne Wale Tamam Ahbab, Bilkhusus Mehman Ulama, Muaziz Haazireen, Volunteers of Jalsah, Mehdavia Times Welfare Trust ® ke Bani Janab Inayath Ullah Khan Saheb Ka Tahe Dil Se Shukria Ada Kiya. Jalse Ki Nizamath Janab Sharfuddin Syed Sahab Ne Ki.


Jalsa Ek Dini Josh Wa Jazbe, Quran Ki Roshani Aur Musiddiqan-e-Mahdi ahs Ki Dini Qurbaniyon Ki Khushbo Liye Huwe Akhtatam Pazeer Hawa.


Is Purnoor Jalsa-e-Tehniyat Ka Nazara Mehdavia Times Ke YouTube Channel Par Dekha Jasakta Hai.


LIVE Streaming Announcement: 'Jalsa-e-Azmath-e-Quran - Hadya Tabreek Aur Tahniyath Ba Ezaz-e-Huffaz K’eram' | 27 July 2025

As Salaam Alaikum Rahmatullahi Wa Barakatahu 

Muslim Mahdavia Farah Masjid, Ahmed Nagar Nayandhalli Bangalore invites you to join 'Jalsa-e-Azmath-e-Quran - Hadya Tabreek Aur Tahniyath Ba Ezaz-e-Huffaz K’eram' |  27 July 2025

In Sha Allah Mehdavia Times will be doing [LIVE] telecast from 10 AM onwards at its YouTube Channel.

Follow this link to witness this amazing program and do participate in the comment section https://youtube.com/@mehdaviatimes

Jazak Allah Khair.

Mehdavia Times Welfare Trust 

Sunday, July 6, 2025

Mehdavis observe the 𝟏𝟎𝐭𝐡 𝐃𝐚𝐲 𝐨𝐟 𝐌𝐮𝐡𝐚𝐫𝐫𝐚𝐦 as the 𝐃𝐚𝐲 𝐨𝐟 𝐅𝐨𝐫𝐠𝐢𝐯𝐢𝐧𝐠 𝐚𝐧𝐝 𝐒𝐞𝐞𝐤𝐢𝐧𝐠 𝐅𝐨𝐫𝐠𝐢𝐯𝐞𝐧𝐞𝐬𝐬 — ‘𝐌𝐚𝐚𝐟𝐚 𝐌𝐚𝐚𝐟𝐢 𝐊𝐚 𝐃𝐢𝐧’

As-Salaamu Alaikum Wa Rahmatullahi Wa Barakatuhu,

As per the noble practice of Imam Hasan (Rz), we Mehdavis observe the 𝟏𝟎𝐭𝐡 𝐃𝐚𝐲 𝐨𝐟 𝐌𝐮𝐡𝐚𝐫𝐫𝐚𝐦 as the 𝐃𝐚𝐲 𝐨𝐟 𝐅𝐨𝐫𝐠𝐢𝐯𝐢𝐧𝐠 𝐚𝐧𝐝 𝐒𝐞𝐞𝐤𝐢𝐧𝐠 𝐅𝐨𝐫𝐠𝐢𝐯𝐞𝐧𝐞𝐬𝐬 — ‘𝐌𝐚𝐚𝐟𝐚 𝐌𝐚𝐚𝐟𝐢 𝐊𝐚 𝐃𝐢𝐧’. On this day, we visit our neighbours, relatives, and loved ones to forgive and seek forgiveness.

We do this by saying: "𝐌𝐞𝐫𝐚 𝐁𝐨𝐥𝐚 𝐂𝐡𝐚𝐥𝐚 𝐌𝐚𝐚𝐟 𝐊𝐚𝐫𝐨, 𝐖𝐚𝐚𝐬𝐭𝐞 𝐀𝐥𝐥𝐚𝐡 𝐊𝐞"
(𝑃𝑙𝑒𝑎𝑠𝑒 𝑓𝑜𝑟𝑔𝑖𝑣𝑒 𝑚𝑦 𝑤𝑜𝑟𝑑𝑠 𝑎𝑛𝑑 𝑑𝑒𝑒𝑑𝑠 𝑤ℎ𝑖𝑐ℎ 𝑚𝑎𝑦 ℎ𝑎𝑣𝑒 ℎ𝑢𝑟𝑡 𝑦𝑜𝑢 — 𝑓𝑜𝑟 𝑡ℎ𝑒 𝑠𝑎𝑘𝑒 𝑜𝑓 𝐴𝑙𝑙𝑎ℎ).

In response, we declare:
 ‘𝐌𝐚𝐢𝐧𝐞 𝐁𝐡𝐢 𝐌𝐚𝐚𝐟 𝐊𝐢𝐲𝐚, 𝐀𝐚𝐩 𝐁𝐡𝐢 𝐌𝐚𝐚𝐟 𝐊𝐢𝐣𝐢𝐲𝐞.’ 
(𝐼 𝑡𝑜𝑜 ℎ𝑎𝑣𝑒 𝑓𝑜𝑟𝑔𝑖𝑣𝑒𝑛 — 𝑚𝑎𝑦 𝑦𝑜𝑢 𝑎𝑙𝑠𝑜 𝑓𝑜𝑟𝑔𝑖𝑣𝑒 𝑚𝑒.)

On this auspicious day, I humbly ask you, for the sake of Allah (SWT), to please forgive and forget anything I may have said or done — whether on your face or behind your back, knowingly or unknowingly — that may have caused you any hurt or discomfort.

𝐖𝐚𝐚𝐬𝐭𝐞𝐲 𝐀𝐥𝐥𝐚𝐡 𝐒𝐖𝐓 𝐊𝐞, 𝐌𝐞𝐫𝐚 𝐁𝐨𝐥𝐚 𝐂𝐡𝐚𝐥𝐚 𝐌𝐚𝐚𝐟 𝐊𝐚𝐫𝐢𝐲𝐞.
𝐌𝐚𝐢𝐧𝐞 𝐌𝐚𝐚𝐟 𝐊𝐢𝐲𝐚, 𝐀𝐚𝐩 𝐁𝐡𝐢 𝐌𝐚𝐚𝐟 𝐊𝐢𝐣𝐢𝐲𝐞.

May Allah (SWT) bless us all with His Noor and Vision, and grant us the honor to live and die as true Momineen. Aameen

Jazakum Allahu Khairan.

— 𝐈𝐧𝐚𝐲𝐚𝐭𝐡 𝐔𝐥𝐥𝐚 𝐊𝐡𝐚𝐧

Jalsa-e-Azmath-e-Quran - Hadya Tabreek Aur Tahniyath Ba Ezaz-e-Huffaz K’eram | Bangalore - 27 July 2025




إِنَّا نَحْنُ نَزَّلْنَا ٱلذِّكْرَ وَإِنَّا لَهُۥ لَحَـٰفِظُونَ (15:09)

Be Shak Humne Iss Zikr (Quran) Ko Naazil Kiya Aur Hum Hi Iske nigehbaan hain (Surat-ul-Hijr - 15:09)

Tum Me Se Behtareen Shakhs Woh Hai Jo Quran Sikhe Aur Sikhaye (Hadees)

Ba Silsila-e- 600 saala Taqribaat-e-Meelad-e-Mubayin-e-Kalamullah Hz.Meeran Syed Mohammed Jaunpuri Mahdi Maud AHS 

Jalsa-e-Azmath-e-Quran Hadya tabreek Aur Tahniyath Ba Ezaz-e-Huffaz Keram

Insha Allah, Baroz-e-Itwar (Sunday) 27 July 2025, 10 am ta Namaz-e-Mughrib Ba Maqam Muslim Madhavia Farah MasjidNayandhalli, Bangalore

BA-ZER-E-SADARATH: 

Hz. Peer-o-Murshid Syed Abdul Hai Roshan Munavar Ibrahimi Saheb Damat-e-Barkatahum, Sadr-e-Ijma-e-Murshideen-e-Groh-eMahdavia Chanpatan

MEHMANAN-E-KHUSUSI

  • Hz. Peer-o-Murshid Maulana Maulvi Al Haj Syed Waliullah Ibrahimi Saheb Qibla, Chanpatan
  • Hz. Peer-o-Murshid Maulana Maulvi Syed Mubarak Miyan Ishaqui Saheb Qibla, Mandya
  • Hz. Peer-o-Murshid Qari-ul-Quran Syed Meeran Ashrafi Saheb Qibla, Donabagatta

MEHMANAN-E-EZAZI

  • Hz. Peer-o-Murshid Syed Meeranji Miyan Yadullahi Saheb Qibla 
  • Hz. Peer-o-Murshid Maulana Maulvi Hafiz Al Haj Shah Naseeruddin Saheb Nizami Saheb Qibla, Chanpatna 
  • Hz. Peer-o-Murshid Maulana Syed Yadullah Miyan Yadullahi Saheb Qibla, Gangavati
  • Hz. Peer-o-Murshid Maulana Syed Walisha Miyan Khundmiri Saheb Qibla, Donabagatta
  • Hz. Peer-o-Murshid Hafiz Syed Hasan Azhar Mehmoodi Saheb Qibla, Banur
  • Hz. Hafiz Shah Manzoor Miyan Nizami Saheb Qibla, Chanpatan

EZAZI HUFFAZ-e-KERAM

  1. Hz. Hafiz Mohammed Abbas Ali Saheb, Donabgatta 
  2. Hz. Hafiz Faqeer Maulvi Mohammed Khizar Saheb, Mehdavia Farah Masjid, Nayandhalli, Bangalore
  3. Hz. Maulvi Hafiz Faqeer Abu Hurairah Madani Saheb, Jamiat-e-Mahdavia, Matadahalli, Bangalore
  4. Hz. Hafiz Faqeer Syed Alam Ibrahimi Saheb, Channapatna. 
  5. Hz. Maulvi Hafiz Faqeer Syed Akber Saheb, Khurshid Masjid, Mysore
  6. Hz. Hafiz Syed Nayaz Ashrafi Saheb, Noorani Masjid, Bahdravati
  7. Hz. Hafiz Faqeer Syed Murtaza Ashrafi Saheb, Masjid-e-Aqsa, Donabagatta
  8. Hz. Maulvi Hafiz Faqeer Mashayaq Syed Meeran Noorani Miyan Saheb,Tadsa
  9. Hz. Maulvi Hafiz Faqeer Mohammed Ziaullah Saheb, Masjid-e-Azam, Donabagatta
  10. Hz. Afzal-ul-Ulama Hafiz Mohammed Zubair Khan Saheb, Manvi
  11. Hz. Maulvi Hafiz Shah Shahabuddin Nizami Saheb (@ Tabrez), Palacode
  12. Hz. Maulvi Hafiz Mohammed Aleem Pasha Saheb, Manvi
  13. Hz. Maulvi Hafiz Syed Roohulla Saheb, Farah Masjid, Donabagatta
  14. Hz. Maulvi Hafiz Imran Khan Saheb, Noorani Masjid, Donabagatta
  15. Hz. Maulvi Hafiz Mohammed Khan Nadvi Saheb, Donabagatta
  16. Hz. Hafiz Syed Umar Saheb Ishaqui  Saheb, Mysore
  17. Hz. Hafiz Mohammed Abdul Musavvir Pasha Saheb, Raichur
  18. Hz. Hafiz Mohammed Khundmir Saheb, Manvi
  19. Hz. Hafiz Mohammed Sheeraz Pasha Saheb, Manvi
  20. Hz. Hafiz Shaikh Taufeeq Saheb, Gulbarga
  21. Hz. Hafiz Tamseel Mahdi Saheb, Chanpatan
  22. Azeezam Hafiz Syed Umar Zaki Khundmiri Saheb, Donabagatta 
  23. Azeezam Hafiz Syed Imaduddin Yadullahi,  Saheb, Tadsa
  24. Azeezah Hafiza Nashrah Bint-e-Sadath Ali Saheb, Donabagatta
  25. Azeezah Hafiza Zuriyath Sallamaha, Walida Sayeeda Farida Banu Saheba Mysore
  26. Azeezam Hafiz Syed Tauseef s/o Syed Yusuf Saheb, Mysuru
  27. Hafiza Syeda Nudra Huzaifi D/o Syed Waheed   Ashraf Saheb

Nazim-e-Jalsa: Syed Sharfuddin Shaheb 

Aiye Iss Roohani Mehfil mein Sharikh Hokar Hifz-e-Quran, Bilaghat-e-Nizam Ki Sadath Paanewaley Khush Naseeb Huffa-e-Keram Ki Azeem Sadath Ki Qadar-o-Afzayi Kare. Inki Kamiyabi Ku Milkar Kharaj-e-Tehseen Pesh Karen.

Ye Ba Barkat Ijlaz Har Momeen Mehdavi Ke Iman-o-Aqeede Ki Tajdeed Aur Qaum Ke Naunihalon Ke Liye Mashal-e-Rah Hai.

LIVE TELECAST: Is Jalse Ka Bara-e-Raast Mehdavia Times ke YouTube Channel Aur Blog par telecast Kiya Jayega.

 https://youtube.com/@mehaviatimes

Min Janib

  • Sadar, Secretary -o-Trustees, Muslim Mehdavia Farah Masjid -o-Madrasa Charitable Trust, Bangalore
  • Mehdavia Skill Development Charitable Trust, Nayandhalli Bangalore
  • Mehdavia Madrasa-e-Sufiya, Nayandhalli, Bangalore

Thursday, March 27, 2025

Worldwide Lailatul Qadr Schedule Listing - 2025 / 1446 AH


  بِسْمِ اللَّهِ الرَّحْمَٰنِ الرَّحِيمِ

Dear Brothers & Sisters in Faith

السَّلَامُ عَلَيْكُمْ وَرَحْمَةُ ٱللَّهِ وَبَرَكاتُهُ

Presenting to you the Worldwide Lailatul Qadr Schedule Listing - 2025 / 1446 AH for your reference. 

Note:

  • Mussallis are requested to be present at the venue before the Schedule time.
  • Contact the organisers well in advance for any information and support (to extend or receive)

تَقَبَّلَ اللهُ مِنَّا وَمِنكُم

جَزَاكَ ٱللَّٰهُ خَيْرًا 

Team 

Mehdavia Times Welfare Trust ®

Masjid / Jamat Khana / VenueName of the Murshid / ImamColumn 10Contact PersonsAdditional Info if any / Message
MMCT Hall Mehdaviya Jamat Khana
Kalasipalya, Bangalore

https://goo.gl/maps/MrWu1AyAz79DBFqG7
Hazrat Peer-o-Murshid Mashayeq
Syed Ashraf Rohi Sahib Khundmiri
Azan Time : 12:30 AM
Isha Jamat : 01:00 AM
Lailatul Qadr Jamat : 01:30 AM
Haneef Qureshi:
98863 62455
Jamiat-e-Mahdavia, Matadahalli,
14/1, 3rd Cross Rd, Matadahalli, RT Nagar,
Bengaluru - 560032

https://goo.gl/maps/JtFyuWUrBPSpferZ8
Faqir. Hafiz Abu HurairaAzan Time : 01:15 AM
Isha Jamat : 01:30 AM
Lailatul Qadr Jamat : 01:40 AM
Azhad Mehdi:
9739212931,

Syed Khundmir:
9739560833
Muslim Mahdavia Farah Masjid
Chandra layout, AhmedNagar,
Nayandhalli P.O

https://maps.app.goo.gl/GsSbY84t5y8pG6eP8
Hazrat Peer-o-Murshid Mashayeq
Syed Mubarak Saheb Ishaqi
Mandya
Azan Time : 12:00 AM
Isha Jamat : 01:00 AM
Lailatul Qadr Jamat : 01:20 AM
9845175703
9342522346
Mussallis are requested to be present at the venue before the Schedule time,
All Four wheeler parking at Gangondanhalli Main Road,
Ladies are Requested to bring their Prayer Mats,
Purdah Arrangement for Ladies in all three floors of Madresa
as well as first and second floor of Masjid.
ILHADAD Masjid
G M Street , Channapatna ,
Ramnagram Dist Karnataka
Hazrat Peer-o-Murshid Mashayeq
Syed Alahdad Miyan Mehmoodi
Azan Time : 01:00 AM
Isha Jamat : 01:30 AM
Lailatul Qadr Jamat : 01:40 AM
Abdul Hameed:
8861696179
Parda arrangement for ladies
Mehdavia Sadath Masjid
Mehdavia Sadath Nagar,
Guthal Road

https://goo.gl/maps/U12QFFHFBgdhfKpB9
Hz. Peer-o-Murshid Maulana Maulvi Alhaj
Syed Hussain Miyan Ishaqui Saheb
Azan Time : 1:00:00 AM
Isha Jamat : :1:30:00 AM
Lailatul Qadr Jamat : There after
Syed Nawab:
98860 29788

Syed Usman:
94482 78983

Meer Haneef:
99868 45680
Separate arrangements for ladies in Sana Khan Hall
MEHDAVIYA SHADI MAHAL
BANAGAR GALLI
SANKESHWAR, KARNATAKA
Alhaj Muhammed Hussain MominAzan Time : 02:15 AM
Isha Jamat : 02:30 AM
Lailatul Qadr Jamat : 02:45 AM
Hasanmahedi Kalekazi:
8123646996
MARDO AUR AURATO KE LIYA INTEZAM KIYA GAYA HAI
Mehdavia Masjid, Momin Galli
Sankeshwar Karnataka
Imam Hafiz Khalid sabAzan Time : 01:30 AM
Isha Jamat : 01:45 AM
Lailatul Qadr Jamat : 02:15 AM
Hasanmahedi Kalekazi:
8123646996

Rasoolmahedi:
8867078490
Masjid me sirf mardo ke liye intezam kiya gaya hai aur
jamat khane me mardo aur aurato ke liye intezam kiya gaya hai
Mesjid e mehdaviya
Hazrath shah shareef RH, DARGAH,
Mukhund Nagar
Ahmadnagar , Maharashtra
Afzalul ulama Haafiz wo Qari
Muhammed Zubair Khan Saheb
Azan Time : 01:30 AM
Isha Jamat : 02:30 AM
Lailatul Qadr Jamat : 02:45 AM
9762376137,
9921160900,
9764664228
Allaah diya sehri ka intezaam hai
Hz Khuzad Miya r.h ki Masjid
Palacode Town, Tamil Nadu
Faqeer Syed Raj Mohammed khundmiriAzan Time : 12:30 AM
Isha Jamat : 01:30 AM
Lailatul Qadr Jamat : 01:45 AM
7200173346
Jma'ath Khana, Daira E is'haqia
#16-3-988/3/A, Beside MS Girls School,
Opp PVJ institute, Chanchalguda,
Hyderabad, Telangana
Peer o Murshid Hazrat Maolana
Hafiz ul Qur’aan Alhaaj
Syed Mohammed Aasim Fareed Miyan
Sahab Qibla is’haaqi
Azan Time : 01:15 AM
Isha Jamat : 01:30 AM
Lailatul Qadr Jamat : 01:45 AM
Shah AbdulQader.:
+919700590037

ZulfiqarAli Miyan.:
+919391626428

For Ladies:
Umme Ataullah.:
+918500793475
Sahri Allah Diya
Masjid Haz. Moosa Miya Awwal Rh,
Daire Hasteda , New Road, Chanchalguda
Hyderabad, Telangana

https://maps.app.goo.gl/TLyiebgXu2ZPdAah6
Peer Wa Murshid Moulana Qari
Haz. Abul Hadi Syed Qasim Manzoor Miya
Sahab Qibla
Azan Time : 01:30 AM
Isha Jamat : 02:00 AM
Lailatul Qadr Jamat : 02:10 AM
Faqeer Syed Imran Hadi:
+91 9676806786
Assalamualaikum, After Azaan Murshid Qibla
will deliver Sermon on the Virtues of LAILATUL QADR.
After Tasbeeh there will be arrangements for Sehri (Allah ne Diya hai).
MAHDAVIYA CHHOTI MASJID
NEAR FATA TALAAV, STATION ROAD,
BHARUCH, GUJARAT

https://maps.app.goo.gl/QrCpTrFf2LthzvPG9
HAZRAT PIRO MURSHID
SYED ISH'HAQ MIYA SAHAAB ISHAAQi
QiBLA D.M.
Azan Time : 12:30 AM
Isha Jamat : 01:10 AM
Lailatul Qadr Jamat : 01:25 AM
MUSTAKIM M PANKHAWALA :
+91 7405264065

ALTAAF BHAI FAARU :
+91 9824069662

AABID BHAI JAABAR :
+91 9737136828

NISHAR AHMED KAPADIYA :
+91 70430 22243

MOHSIN BHAI BANGLAWALA :
+91 6354236029
AZAAN KE BAAD SE MURSHID QIBLA BAYAAN SHURU KARENGE
...IN SHA ALLAH
Sapphire Function Centre
7 Station road, Auburn NSW
Australia
Hazrat Faqeer
Syed Khundmeer Mehdavi Sahab
Azan Time : 01:15 AM
Isha Jamat : 02:00 AM
Lailatul Qadr Jamat : 02:05 AM
Syed Tadish Sahab:
+61 469 866 986

Shahabuddin Syed:
0433821616
please arrive by 1:00 AM
Mazza Restaurant,
Airport Street, Near Matar Qadim Metro Station,
Doha, Qatar.

by Khidmat e Ramadan Team

https://g.co/kgs/AkW1Jt
Hazrat Peero Murshid
Syed Azhar Miyan Sahab
Azan Time :
Isha Jamat :
Lailatul Qadr Jamat :
Ikram Ansari:
55773279

Tausif D Sayyed:
33659095

Taj ur Rahman:
66435440

Masood Bhai:
77443691
✅ Ample space behind Mazza Restaurant - dedicated parking
✅ Arrive Half n Hour before the schedule.
✅ Recommend you to bring your Janamaz (Prayer Mat) while coming.
✅ Perform Ablution (Wuzu) prior to reaching the venue.
✅ Ensure to keep your respective kids and belongings safe with you.
✅ Maintain the required hygiene at the occupied place.
Ball Room of Bristol Hotel,
(Behind Muraqqabat Police Station)
Dubai, United Arab Emirates

https://maps.app.goo.gl/yyypjSj1BCTtH8Eh9
Hazrath Peer-o-Murshid, Alhaj,
Qari-ul-Quran, Moulana Moulvi
Syed Raj Mohammed Khundmiri
Sahab Qibla -
Sajjada Nasheen Daira-e-Palacode
Azan Time : 01:00 AM
Isha Jamat : 01:30 AM
Lailatul Qadr Jamat : 01:45 AM
Syed Mahboob Miyan Saheb :
050-7603896

Syed Nusrath Imran Saheb:
056-2171129

Mohamed Rafath Ali Saheb:
055-1272897
Allah diya Sehri
Milan Palace Banqueting Hall
The Green Southall.
UB2 4BG, Middlesex, United Kingdom.
Hafiz Syed Mujtaba HannanAzan Time : 01:00 AM
Isha Jamat : 01:50 AM
Lailatul Qadr Jamat : 02:10 AM
Imran Mohammed:
00447593937875

Syed Asad Mahmoodi:
00447792823438
lots of parking available near the venue. Sehri Allah Diya